My client asked me this....guide me regarding. Therapies API Meray Abu ko Boht gussa ata hai. wo Kisi per.b believe ni karty. Wo aksar Boht choti voices se b disturb hotay Hain wo aksar jb gar main Ami se larai karty Hain or kaam kharaab ho jata hai wo kafi rotay Hain . Wo choti choti cheese ko khud per heavy kar letay hain. 1 example deti hoon hamaray mamo ki bike per steaker lga goa hai pistol ka Abu kehtay Hain k on se Kaho utar dein warna hamaray gar na Aya karein. Or wo khud b Boht zyada pareshaan rehnay Hain . Choti choti baat per Boht zyada sochtay hain or Sirf negative point hi pakrtay Hain. Jb b on ki larai Hoti hai Ami se wo har baar nano logoon ko hi kasoorwaar kehtay Hain. Agr lrai on k baray main na b ho to wo on ko andr Le atay Hain. Even k agr hamaray gar ka koi kaam na theek ho to os ka ilzaam b onhoon ko detay Hain. Wo jis k hilaaf ho jay on k baray main Kuch b acha ni sochtay or negative sochtay hain Boht zyada .1 example deti hoon Ami ko nano k gar ni janay detay k Sirf is liye k is ne Kuch khaas karnay Jana hai wahaan or mujay ni btati or jhoot bol k jati hai. Meri nano ki tabiat kharaab thi kafi on ka brain effect hoa tha to mental health kharaab ho Gai thi 4 ya 5 donoon se Ami Sirf Abu ki waja se ni thi Gai nano gar ab Ami jb Gai pta lenay or btaya b k nano ki tabiat kharaab hai Abu wahaan gy or dekha nano physically theek thi Abu ne understand ni Kiya or Ami se lrai ki k Tum jhoot bol kar jati ho. Abu ko hamaray per b yakeen ni hota wo kehtay Hain k hum Ami k Saath milay hoy Hain or Abu se Pyaar ni karty . Abu se jb b hum BAAT karnay ki koshish kartay Hain k ye BAAT theek hai ap ko misunderstanding hoi hai to Abu BAAT nhi suntay or hyper ho jatay hain wo Sirf apni sunana chahty Hain Kisi or ki ni suntay wo araam se beth k problems solve ni karty jb b aysay karnay ki koshish karain kaam or kharaab kar detay Hain . Wo ye sochtay hain k hum nano k Saath Hain or Abu k Saath ni hain [07/11, 11:05 pm] +92 319 0674594: Ap or b questions poochain main ap ko on k jawaab deti hoon main asal main theek se explain b ni kar pa ri wo har wakt khud pareshaan rehnay Hain kaam ki waja se or jb wo gar atay Hain ham sb on ko achay ni lag rahy hotay hamari awaaz on ko bokt disturb Karti hai wo kehtay Hain Sirf chip kar k beth jao API is sb se hum b Boht zyada disturb hotay Hain . Jb b Abu gar atay Hain hum on k samne ni ana chahty k kahin wo dant na dein . Wasay wo hamaray se Boht Pyaar karty Hain lakin wo gussa control ni kar sakty or har wakt sb ko pareshaan karty Hain jasay Ami k Saath theek ni rehtay jis ki waja se hum boht disturb hotay Hain mentally

Your credits are exhausted. You can purchase a top-up or subscribe to a plan to continue using Orris. If you're already subscribed, your daily credits will reset tomorrow.
This is a shared conversation. Sign in to Orris to start your own chat.